- Himmat kar sabar kar bhikar kar bhi sawar jaaega yakeen kar shukar kar waqt hain guzar jaaega
- Be-basi hain ek chuban si hain,khush hain par ek ghutan si hain
- Insaan rona chahta hain par rota nahi,haqeekat hain jaisa socho waisa hota nahi
- Waqt khraab tha isme sawaal kaisa,apne hi gair the isme malaal kaisa
- Phir har chiz se dil uth gaya,phir wahi uljhane humari hain
- Aazmaaisho pe Aazmaaishe hain sabar rakhkar bhi sabar nahi aata,suna tha guzar jaaega ye waqt bhi lekin guzarta tak nazar nahi aata
- Soch kesi hain,imaan kesa hain,lafz bata dete hain,insaan kesa hain
- Woh mohbhatt bhi phir kya mohbhatt?jaha mehboob ke bhichadne ka darr na ho
- Shaadiya jab bhi ki jaaye,karne waalo se phuch ke ki jaaye
- Woh anghuthi jo mohbhatt se di thi usne,mere marne par bhi na utaare koi
- Khamoshi ek awaaz hain,jo rooh ko sunaayi padhti hain
- Phoolo ki tarah phir khilege hum Saayad kabhi phir milege hum
- Jiska bachpan hi ghar ki ladaaiya dekh guzra ho woh ab dara sehma sa rehta hain toh zamaane ko malaal kyu
- Haalaat chup kara dete hain insaan ko warna bolna sabhi ko aata hain
- Waadiyo ki veeraniya hi sahi haalaat mere bhi kashmir se hain
- Khuda ke bando ka dil dhuka kar khuda ko raazi karne chale hain log
- Zindagi kadam-kadam pe samjothe ka asal naam hain
Contribute to this page
Suggest an edit or add missing content